Wednesday, February 5, 2014

Lata and Mukesh Hits Old Hindi MP3 Songs Free Download



Lata Mangeshkar and Mukesh Hits Old Hindi Songs:

Listen & view Songs with Lyrics to your favorite songs of Lata and Mukesh Hits Old Hindi MP3 Songs Free Download. There are Best of Lata and Mukesh Hits Old Hindi Songs, Please Click on the Song Track Name and Enjoy the Songs.


Lata and Mukesh Hits Old Hindi All Songs zip :

01- Patli Kamar Hai Tirchi Nazar Hai Song Lyrics - Barsaat (1949)

02- Bade Armanon Se Rakha Hai Balam Song Lyrics - Malhaar (1951)

03- Woh Chaand Khila Song Lyrics - Anadi (1959)

04- O Mere Sanam Song Lyrics - Sangam (1964)

05- Hamsafar Mere Hamsafar Song Lyrics - Purnima (1965)

06- Mera Pyaar Bhi Tu Hai Song Lyrics - Saathi (1968)   

07- Ham To Tere Aashiq Hain Song Lyrics - Farz (1967)

08- Je Hum Tum Chori Se Song Lyrics - Dharti kahe pukaar ke (1969)

09- Kisi Raah Mein Kisi Modpar Song Lyrics - Mere Humsafar (1970)

10- Tere Hothon Ke Do Phool Pyaare Pyaare Song Lyrics - Paaras (1971)

11- Ae Meri Aankhon Ke Pahle Sapne Song Lyrics - Man Mandir (1971)

12- Ik Pyaar Ka Naghma Hai Song Lyrics - Shor (1972)

13- Paani Re Paani Tera Rang Kaisa Song Lyrics - Shor (1972)

14- Haan To Main Kya Keh Raha Tha Song Lyrics - Raja Rani (1973)

15- Phool Aahista Phenko Song Lyrics - Prem Kahani (1975)

Patli Kamar Hai Tirchhi Nazar Hai Song Lyrics - Barsaat (1949)

Listen and view songs with lyrics of Patli Kamar Hai Tirchhi Nazar Hai Song Lyrics From Barsaat (1949) Bollywood Hindi Movie. The song has been sung by Lata and Mukesh. Music of this song has been composed by Shankar Jaikishan and Lyrics penned by Shailendra.


Song Title : Patli Kamar Hai Tirchhi Nazar Hai
Movie: Barsaat (1949)
Singers: Lata, Mukesh
Lyrics: Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan

Patli Kamar Hai Tirchhi Nazar Hai Song Lyrics:

Patli kamar hai tirchhi nazar hai
patli kamar hai tirchhi nazar hai
khile phool si teri jawaani
koyi bataaye kahan kasar hai
patli kamar hai tirchhi nazar hai
patli kamar hai tirchhi nazar hai
aaa
aaja mere manchaahe baalam
aaja tera aankhon me ghar hai
aaja tera aankhon me ghar hai
hoy
main chanchal madmast pawan hoon
main chanchal madmast pawan hoon
ghoom ghoom har kali ko choomun
ghoom ghoom har kali ko choomun
bichad gayi
bichad gayi main ghaayal hirni
tumko dhoondun ban ban ghoomun
meri zindagi mast safar hai
meri zindagi mast safar hai
patli kamar hai tirchhi nazar hai
patli kamar hai tirchhi nazar hai
aaa
aaja mere manchaahe baalam
aaja tera aankhon me ghar hai
aaja tera aankhon me ghar hai
tum bin nainon ki barsaaten
rok na paaun laakh manaaun
tum bin nainon ki barsaaten
rok na paaun laakh manaaun
main bahte dariya ka paani
main bahte dariya ka paani
khel kinaaron se badh jaaun
khel kinaaroon se badh jaaun
bandh na paaun
naya nagar nit nayi dagar hai
tirchhi nazar hai patli kamar hai
aaja mere manchaahe baalam
aaja tera aankhon me ghar hai
aaja tera aankhon me ghar hai
hoy
patli kamar hai tirchhi nazar hai
patli kamar hai tirchhi nazar hai
hoy
hoy
hoy

Bade Armanon Se Rakha Hai Balam Song Lyrics - Malhar (1951)

Listen and view songs with lyrics of Bade Armanon Se Rakha Hai Balam Song Lyrics From Malhar (1951) Bollywood Hindi Movie. The song has been sung by Lata and Mukesh. Music of this song has been composed by Roshan and Lyrics penned by Shyamlal ( Indeewar).


Song Title : Bade Armanon Se Rakha Hai Balam
Movie: Malhar (1951)
Singers: Lata, Mukesh
Lyrics: Shyamlal ( Indeewar),
Music Director: Roshan

Bade Armanon Se Rakha Hai Balam Song Lyrics:

Bade armanon se rakha hai balam teri kasam
o balam teri kasam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam
judaa na kar sakenge hamko zamaane ke sitam
ho, zamaane ke sitam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam
le uthaa pyaar bhi angdaayi hai, dil bhi jawaan
aji, aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan
aji, aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan
door duniyaa ki nigaahon se kahin jaayenge ham
o kahin jaayenge ham
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho pahla kadam
bade armaanon se rakhaa hai balam teri kasam
o balam teri kasam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam
teri do aankhon mein dikhte hain mujhe donon jahaan
inhi mein kho gayaa dil meraa kaho dhoondun kahaan
inhi mein kho gayaa dil meraa kaho dhoondun kahaan
chaand ghattaa ho ghate apni mohabbat na ho kam
o mohabbat na ho kam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho pahla kadam
bade armaanon se rakhaa hai balam teri kasam
o balam teri kasam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam
meri naiyaa ko kinaare kaa intzaar nahin
meri naiyaa ko kinaare kaa intzaar nahin
teraa aanchal ho to patwaar bhi darkaar nahin
teraa aanchal ho to patwaar bhi darkaar nahin
tere hote huye kyun ho mujhe toofaan kaa gham
mujhe toofaan kaa gham
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam
bade armaanon se rakhaa hai balam teri kasam
o balam teri kasam
pyaar ki duniyaa mein ye pahlaa kadam
ho, pahlaa kadam …
Free Download Songs
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...