Friday, February 7, 2014

Jai Ho Full Movie Download For Free In Good Quality

Jai Ho full movie is now available for downloading the movie is available in really good print for downloading, you can download the movie with just one click in high quality and the movie is also available in low quality for mobile download.One thing you must have before download this movie is the IDM (internet Download Manager) IDM will automatically starts downloading as you will click on the link.


Key Words: Download full movie Jai Ho for free, free full movie Jai Ho, download full movie Jai Ho in high quality, full movie download Jai Ho in mp4, download full movie Jai Ho in 3gp for mobile, download full hindi movie Jai Ho for free, download full movie Jai Ho in dvd quality, full movie Jai Ho download in hd quality, download full new movie Jai Ho, download full movie Jai Ho in single link,HD print of full movie Jai Ho download, download full movie Jai Ho 2013,full movie download Jai Ho in 1080p, full movie download Jai Ho in 720p

Jai Ho Full movie Details:


» Movie Name: Jai Ho (2014) [DVDRip]

» Category: Bollywood Movies

» Cast & Crew: Salman Khan, Tabu, Sana Khan 

» Director: Sohail Khan

» Genre: Action | Drama


Jai Ho Full Movie Direct Download Links:

Easy Download With just A Click In High Quality (Mp4):

Easy Download With just A Click For Mobile (3gp):


Download Sample Of The Movie To Chech The Quality:




Incoming Search Terms:

How to download full Movie Jai Ho for free.

Download full movie Jai Ho with IDM.

Full movie download Jai Ho in high quality.

Download Full movie Jai Ho for mobile.

How to download Full movie Jai Ho in HD.

Download full movie Jai Ho in Hindi.

Full movie Download Jai Ho In 1080p.

Download full movie Jai Ho in 3gp.

Full movie download Jai Ho in mp4.

Download full Bollywood movie Jai Ho

Good print movie Jai Ho

Download full movie Jai Ho in good print

Jai Ho Full Movie Download For Free In Good Quality


Jai Ho Full Movie Download For Free In Good Print


Download full Movie Jai Ho

Full Film download Jai Ho for free

Free full film Download Jai Ho

Kal Ho Naa Ho Title Song Lyrics - Kal Ho Naa Ho (2004)

Listen and view songs with lyrics of Kal Ho Na Ho Song Lyrics from bollywood Hindi film Kal Ho Naa Ho (2004). The song has been sung by Sonu Nigam & Alka Yagnik. Music of this song has composed by Shankar Eshaan & Loy And lyrics of Kal Ho Na Ho Song is written by Javed Akhtar.



Song Title: Kal Ho Na Ho
Movie : Kal Ho Naa Ho (2004)
Music Director : Shankar Eshaan & Loy
Singer(s) : Sonu Nigam & Alka Yagnik
Lyricists : Javed Akhtar

Listen while you read lyrics.


Kal Ho Naa Ho Title Song Lyrics

Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi
Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi
Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho

Chaahe Jo Tumhe Poore Dil Se
Milta Hai Woh Mushkil Se
Aisa Jo Koi Kahin Hai
Bas Vahi Sabse Hasin Hai
Us Haath Ko Tum Thaam Lo
Woh Meherbaan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho

Palko Ke Leke Saaye
Paas Koi Jo Aaye
Lakh Sambhalo Paagal Dil Ko
Dil Dhadke Hi Jaaye
Par Sochlo Is Pal Hai Jo
Woh Dastan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho

Kabhi Alvida Naa Kehna Lyrics - Title Song - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Kabhi Alvida Naa Kehna Lyrics - Title Song from Bollywood film Kabhi Alvida Naa Kehna (2006). The song has sung by Sonu Nigam and Alka Yagnik and Music of song Kabhi Alvida Naa Kehna has been composed by Shankar Ehsaan Loy. The lyrics of the song penned by Javed Akhtar. The Movie Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) Directed by Karan Johar and the film starring Shahrukh Khan, Rani Mukherjee, Preity Zinta and Abhishek Bachchan. The movie was released on August 11th 2006.

Kabhi Alvida Naa Kehna Lyrics – Title Song

–Male–
Tumko bhi, hai khabar, Mujhko bhi hai pataa
Ho raha, hai juda, donon ka, raasta
Door jaake bhi mujhse, tum meri yaadon mein rehna
Kabhi Alvida na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna

–Female–
Tumko bhi, hai khabar, Mujhko bhi hai pataa
Ho raha, hai juda, donon ka, raasta
Door jaake bhi mujhse, tum meri yaadon mein rehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna

–Female–
Jitni thi khushiyan, Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ke jaata nahin

–Male–
Samjha ke dekha , behla ke dekha
Dil hai ke chain is ko aata nahin
Aata nahin

–Female–
Ansoon hai ke hai angaare
Aag hai ab ankhon se behna

–Male–
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
–Female–
Kabhi Alvida Na Kehna

–Male–
Ruth aarahi hai, ruth jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahin

–Female–
Rang ye gham ka, Itna hai gehra
Sadiyon bhi hoga halka nahin
Halka nahin

–Male–
Kaun jaane kya hona hai
Humko hai ab kya kya sehna

–Female–
Kabhi alvida

–Male–
Kabhi alvida na kehna

–Female–
Kabhi alvida na kehna

–Male–
Tumko bhi hai khabar, mujhko bhi hai pata

–Female–
Ho raha, hai juda, donon ka raasta

–Male–
Door jaake bhi mujhse, tum meri taadon mein rehna

–Female–
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

–Male–
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

–Female–
Kabhi alvida na kehna

Ji Jeend Jaan Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Ji Jeend Jaan Lyrics is a beautiful hindi song from bollywood film Kitne Door Kitne Paas (2002). The song is composed by Sanjeev Darshan. Ji Jeend Jaan song has sung by Sonu Nigam and Alka Yagnik. The lyrics of Ji Jeend Jaan song is written by Anand Bakshi.

Ji Jeend Jaan Lyrics:

--Male--
Ji jeend jaan jawaani jaanam
Naam tere kar jaawa
--CHORUS--
Chak de!
--Male--
(Ji jeend jaan jawaani jaanam
Naam tere kar jaawa) - 2
Mere badle tu jeeye, tere badle main mar jaawa
O gal sun soniye, tu gal sun soniye, haaye!
--CHORUS--
Tu gal sun soniye, tu gal sun soniye
--Male--
Ghode haathi na baaja baaraat main lekar aaya
Dil raazi, rab raazi, bas yeh baat main lekar aaya
Ho, chutki bhar sindoor manga - 2
Main maang teri bhar jaawa
O gal sun soniye, tu gal sun soniye
--CHORUS--
Tu gal sun soniye, tu gal sun soniye
--Female--
Duniya mela khela par tu alag khada hai sab se
Dil chaahe main haath uthaakar maang loon tujhko rab se
Der kahin na ho jaaye - 2
Main jaldi se mandir jaawa
--CHORUS--
O rabba!
--Male--
O gal sun soniye, tu gal sun soniye
--CHORUS--
Tu gal sun soniye, tu gal sun soniye
--Male--
Hoye!
(Ji jeend jaan jawaani jaanam
Naam tere kar jaawa) - 2
Mere badle tu jeeye, tere badle main mar jaawa
O gal sun soniye, tu gal sun soniye - 2
Haaye!
--CHORUS--
Tu gal sun soniye, tu gal sun soniye - 2

In Lamhon Ke Daaman Mein Song Lyrics - Jodhaa Akbar (2008)

Listen and view songs with lyrics of In Lamhon Ke Daaman Mein Song Lyrics from bollywood Hindi film Jodhaa Akbar (2008). The song has been sung by Sonu Nigam, Madhushree. Music of this song has been composed by A R Rahman And lyrics of In Lamhon Ke Daaman Mein Song is written by Javed Akhtar.


Song Title: In Lamhon Ke Daaman Mein
Movie : Jodhaa Akbar (2008)
Music Director: A R Rahman
Singers: Sonu Nigam, Madhushree
Lyrics: Javed Akhtar

Listen while you read lyrics.


In Lamhon Ke Daaman Mein Song Lyrics

In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain
Khamosh Si Hai Zameeen Hairaan Sa Falak Hai
Ek Noor Hi Noor Sa Abb Aasmaan Talak Hai
(nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
Husn Hai Sari Adaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein ) - 2
Kaise Yeh Ishq Hai
Kaisa Yeh Khwaab Hai
Kaise Jazbaat Ka Umda Sailab Hai
Kaise Yeh Ishq Hai
Kaisa Yeh Khwaab Hai
Kaise Jazbaat Ka Umda Sailab Hai
Din Badle Raatein Badli
Jeene Ke Andaaz Hi Badle Hain
In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain
Samay Ne Yeh Kya Kiya
Badal Di Hai Kaya
Tumhein Mene Paa Liye
Mujhe Tumne Paya
Mile Dekho Aise Hai Hum
Ke Do Sur Ho Jaise Madham
Koi Jyada Na Koi Kaam
Kise Aag Mein Ke Prem Aag Mein
Jalte Dono Hi The
Tan Bhi Maan Bhi
Maan Bhi Hai Tan Bhi
Tan Bhi Maan Bhi
Maan Bhi Hai Tan Bhi
Mere Khwaabon Ke Is Gulistaan Mein
Tumse Hi Tum Bahar Chai Hai
Phoolon Mein Rang Nahi The Lekin
Dil Mein Khusboon Tumhi Se Aai Hai
(kyon Hai Yeh Arzoo
Kyon Hai Yeh Zustzu
Kyon Dil Bechain Hai
Kyon Dil Betaab Hai ) - 2
Din Badle Raatein Badli Baatien Badli
Jeene Ke Andaaz Hi Badle Hain
In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain
Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
Husn Hai Sari Adaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein

Ishq Kamina Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Ishq Kamina Lyrics is a beautiful hindi song from bollywood film Shakti The Power (2002) . The song is composed by Anu Malik. The Ishq Kamina song has sung by Sonu Nigam and Alka Yagnik. Lyrics of Ishq Kamina song is written by Sameer.

Ishq Kamina Lyrics:

--MALE--
Bedardi ishq nigoda, sab ka dil isne toda
Har aashiq ishq se haara, humko bhi ishq ne maara
Aaye chain kahin na
Kar de mushkil jeena ishq kamina
Hey, kar de mushkil jeena ishq kamina

--FEMALE--
Bedardi ishq nigoda, sab ka dil isne toda
Har aashiq ishq se haara, humko bhi ishq ne maara
Aaye chain kahin na
Kar de mushkil jeena ishq kamina - 2

--MALE--
Tadpaata hai raat bhar, deta hai dard-e-jigar
Koi bhi bach paaye na, qaatil hai iski nazar
Tadpaaye kabhi, tarsaaye kabhi, na baat koi maane - 2
Chhode kisi ko kabhi na
Kar de mushkil jeena ishq kamina - 2

--FEMALE--
Na zor ispe chale chale, is mein hue faasle, haai
Badnaamiyaan bas mili mili, laakhon ke ghar bhi jale, haai
Lut jaaye koi, mit jaaye koi, barbaad kare sab ko - 2
Isne sab kuch chheena
Kar de mushkil jeena ishq kamina - 2

--MALE--
Bedardi ishq nigoda, sab ka dil isne toda
Har aashiq ishq se haara, humko bhi ishq ne maara
Aaye chain kahin na
Kar de mushkil jeena ishq kamina

--FEMALE--
Kar de mushkil jeena ishq kamina

--MALE--
But I love ishq, babua

Ishq Hua Song Lyrics - Aaja Nachle (2007)

Listen and view songs with lyrics of Ishq Hua Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Aaja Nachle (2007). The song has sung by Sonu Nigam, Shreya Ghoshal and Music composed by Salim Suleman. Lyrics of this song has been penned by Jaideep Sahani Piyush Mishra.


Song Title: Ishq Hua
Movie : Aaja Nachle
Music Director : Salim Suleman
Singer(s) : Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Lyricists :Jaideep Sahani Piyush Mishra
Listen while you read lyrics.

Ishq Hua Song Lyrics

(hulchul Hui Zara Shor Hua, Dil Chor Hua Teri Or Huwa - 2
Aisi Chale Jab Hawa, Ishq Hua Hi Hua - 2) - 2
Ishq Huwa Haaye - 2
Palko Se Honton Tak Jo Raah Nikalti Hai
Guzre Na Wahaan Se Yeh Teri Galati Hai
Palko Se Honton Tak Jo Raah Nikalti Hai
Rehte Hain Abb Hum Wahaan, Ishq Hua Hi Hua
Ho O O Aisi Chale Jab Hawa, Ishq Hua Hi Hua
Hulchul Hui Zara Shor Hua
Dil Chor Hua Teri Or Hua
Ishq Huwa
Kadmo Ko Sambhalein, Nazaron Ka Kya Karein
Nazron Ko Sambhalein, To Dil Ka Kya Karein
Kadmo Ko Sambhalein, Nazaron Ka Kya Karein
Dil Ko Sambhalein Zubaan, Ishq Huwa Hi Huwa
Aisi Chale Jab Hawa, Ishq Huwa Hi Huwa
Hulcul Huyi Zara Shor Huwa, Dil Chor Huwa Teri Or Huwa - 2
Ishq Huwa 2

Haye Dil Ki Baazi Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Haye Dil Ki Baazi Lyrics is a beautiful hindi song from bollywood film One Two ka Four (2001). This song is composed by A. R. Rahman. The Haye Dil Ki Baazi song has sung by Alka Yagnik & Sonu Nigam . Lyrics of Haye Dil Ki Baazi song is written by Majrooh Sultanpuri.

Haye Dil Ki Baazi Lyrics:

--FEMALE--
Haye, haye, haye, haye
Dil ki baazi laga, humse aankhen mila
Mere yaar re - 2

Haye, haye, haye, haye
Pyaar ki hai umar, tu hai kyoon bekhabar
Sun yaar re - 2
Ruk piya
Ruk piya, ruk piya, ruk piya piya piya
Chala kahan leke jiya, leke mera jiya jiya jiya
Haye, haye, haye, haye
Dil ki baazi laga, humse aankhen mila
Mere yaar re - 2

--MALE--
Deewana main nahin
Dil ka sauda ho tujhse yeh mushkil hai
Kisi ko bhi dedoon dil
Yeh khilona nahin aakhir yeh dil hai

--FEMALE--
Tauba tauba
Tauba tauba mujhko hi samjhe ho gair piya - 2
Tere liye main leloon duniya se bair piya
Haye, haye, haye, haye
Dil ki baazi laga, humse aankhen mila
Mere yaar re - 2

--MALE--
Tujhse bhi badhke haseen aur bhi hai jahan mein, deewani sun

--FEMALE--
Mar jaaoon, mit jaaoon
Tere sadke karoon zindagaani sun

--MALE--
Oh, do din hai jeevan ke, kisi ke bhi sang hole

--FEMALE--
Oh, dil ki hai majboori tujhpe hi dole piya
Haye, haye, haye, haye
Dil ki baazi laga

--MALE--
Naa

--FEMALE--
Humse aankhen mila
Mere yaar re - 2
Arre haye, haye, haye, haye
Pyaar ki hai umar

--MALE--
Kya

--FEMALE--
Tu hai kyoon bekhabar
Sun yaar re - 5

Ek Ladki Mujhe Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik

Ek Ladki Mujhe Lyrics is a beautiful hindi song from bollywood film Shararat (2001). The song Ek Ladki Mujhe is composed by Sajid-Wajid. The Ek Ladki Mujhe song has been sung by Alka Yagnik and Sonu Nigam. Lyrics of song Ek Ladki Mujhe is written by Sameer.

Ek Ladki Mujhe Lyrics:

-Male-
Ek ladki mujhe chaahti hai magar - 2
Bolti kuch nahin, main kya karoon

-Female-
Ek ladka mujhe dekhta hai magar - 2
Bolta kuch nahin, main kya karoon

-Male-
Meri tamanna usko pataa hai
Anjaan hai voh sab jaankar
Usne to meri duniya badal di
Uski mohabbat mein hai asar
Uske binaa ab tanhaa lage hai
Mujhko meri zindagi

-Female-
Aisa lagta hai kyoon, vaisa lagta hai kyoon - 2

-Male-
Aisa lagne lagaa, main kya karoon

-Female-
Mehsoos har pal karti hoon usko
Voh dhadkanon ka ehsaas hai
Dil keh raha hai usko bataa doon
Voh meri saanson ki pyaas hai
Bas jaaoongi main uski nazar mein
Doongi usse har khushi

-Male-
Keh rahi bekhudi, kab milegi khushi - 2

-Female-
Sharm aaye mujhe, main kya karoon

-Male-
Ek ladki mujhe

-Female-
Ek ladka mujhe

-Both-
Mmm hmm hmm hmm hmm hmm
Hum kya kare

Dheere Jalna Song Lyrics - Paheli (2005)

Listen and view songs with lyrics of Dheere Jalna Song Lyrics from bollywood Hindi film Paheli (2005). The song has been sung by Sonu Nigam, Shreya Ghosal. Music of this song has composed by M M Kreem And lyrics of Dheere Jalna Song is written by Gulzar.



Song Title: Dhire Jalna
Movie: Paheli (2005)
Music Director: M M Kreem
Lyrics: Gulzar
Singer(s): Sonu Nigam, Shreya Ghosal

Listen while you read lyrics.

Dheere Jalna Song Lyrics

Dheere Jalna 3
Zindagi Ki Lau Pe Jalna
Dheere Dheere Dheere Dheere Dheere Jalna
Zindagi Ki Lau Pe Jalna
Kaanch Ka Sapna, Gal Hi Na Jaye
Soch Samajh Ke , Aanch Rakhna
Dheere Jalna 3
Dheere Jalna 3
Dheere Dheere Dheere Dheere Dheere Jalna
Hona Hain Jo Hona Hain Woh
Hone Se Toh Rukta Nahi
Aasmaan Toh Zukta Nahin
Dheere Jalna 3
Zindagi Ki Lau Pe Jalna
Tere Roop Ki Halki Dhoop Main
Do Hi Pal Jeene Hain
Teri Aankh Main Dekh Chuka Hu
Woh Sapne Hain, Seene Hain
Aankhon Main, Sapno Ki
Khirche Hain, Chubti Hain
Dheere Jalna 3
Dheere Dheere Dheere Dheere Dheere Jalna
Hona Hain Jo Hona Hain Woh
Hone Se Toh Rukta Nahi
Aasmaan Toh Zukta Nahin
Dheere Jalna 2
Zindagi Ki Lau Pe Jalna
Dheere Dheere Dheere Dheere...hmm.. Jalna
Socha Na Tha Zindagi Aaise Phir Se Milegi Jeebe Ke Liye
Aankhon Ko Pyas Lagegi Apne Hi Aasu Peene Ke Liye
Dheere Dheere Dheere Dheere Dheere Jalna
Zindagi Ki Lau Pe Jalna
Dheere Jalna 3
Zindagi Ki Lau Pe Jalna
Kaanch Ka Sapna, Gal Hi Na Jaye
Soch Samajh Ke , Aanch Rakhna
Dheere Jalna 3
Dheere Dheere Dheere Dheere Dheere Jalna
Hona Hain Jo Hona Hain Woh
Hone Se Toh Rukta Nahi
Aasmaan Toh Zukta Nahin

Dekho Na Dekho Na Song Lyrics - Fanaa (2006)

Listen and view songs with lyrics of Dekho Na Dekho Na Song Lyrics from bollywood Hindi film Fanaa (2006). The song has been sung by Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan. Music of this song has been composed by Jatin – Lalit And lyrics of Dekho Na Dekho Na Song is written by Prasoon Joshi.


Song Title: Dekho Na Dekho Na
Music : Jatin-Lalit
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Movie: Fanaa (2006)
Listen while you read lyrics.

Dekho Na Dekho Na Song Lyrics

Yeh Saazish Hai Boondon Ki Koi Khwahish Hai Chup Chup Si
Yeh Saazish Hai Boondon Ki Koi Khwahish Hai Chup Chup Si
Dekho Na Dekho Na
Dekho Na Dekho Na
Hawa Kuchh Haule Haule Zubaan Se Kya Kuchh Bole
Kyon Duuri Hain Ab Darmayaan
Dekho Na Dekho Na
Dekho Na Dekho Na
Phir Na Hawayen Hogi Itani Besharam
Phir Na Dag Mag Dag Mag Honge Yeh Kadam
Haa Saawan Yeh Seedha Nahi Khufia Bada
Kuchh Toh Baraste Hue Keh Raha
Samjho Na Samjho Na
Samjho Na Samjho Na
Hawa Kuchh Haule Haule Zubaan Se Kya Kuchh Bole
Kyon Duuri Hain Ab Darmayaan
Dekho Na Dekho Na
Dekho Na Dekho Na
Jugnu Jaise Chahat Dekho Jale Mujhe
Meethi Si Mushkil Hain Koi Kya Kare
Hmm Hothon Ki Arzi Aaise Thukraaon Na
Saanson Ki Marzi Ko Jhuthlaaon Na
Chhuu Lo Na Chhu Lo Na
Chhuu Lo Na Chhu Lo
Hawa Kuchh Haule Haule Zubaan Se Kya Kuchh Bole
Na Duuri Hain Ab Darmayaan
Dekho Na Dekho Na....
Dekho Na Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm Dekho

Chal Pyar Karegi Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Chal Pyar Karegi Lyrics is a beautiful hindi song from bollywood film Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1998 ). This song is composed by Jatin and Lalit and the song has sung by Alka Yagnik and Sonu Nigam. Lyrics of song Chal Pyar Karegi is written by Anand Bakshi.

Chal Pyar Karegi Lyrics:

(O ladke deewaane, kahan se aaya tu
Dulhan ko le jaane kahan se aaya tu) - 2

Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji
Ho chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
O mere saath chalegi
Na ji na ji

Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye
Hum tujhko uthaakar le jaayenge
Doli mein bithaakar le jaayenge

Hum ghar mein kahin chhup jaayenge
Sang tere nahin hum aayenge

Ho, chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji

Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye
Hum tujhko uthaakar le jaayenge
Arre doli mein bithaakar le jaayenge

Hum ghar mein kahin chhup jaayenge
Sang tere nahin hum aayenge

Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji

O gore gore mukhde waali, o kaale kaale nainon waali
Maan mera ehsaan ke maine haan kar di
(Tu varna kunwaari reh jaati
Yeh shaadi hamaari reh jaati) - 2
Chal pyaar karegi

Haan ji haan ji
Mere saath chalegi

Na ji na ji
Jaa main nahin karti shaadi vaadi
Mujhko pyaari hai yeh aazaadi
Main to apne baabul ke baagon ki bulbul hoon
Bas tujhse mujhe yeh kehna hai
Pinjre mein mujhe nahin rehna hai

Bas tujhse mujhe yeh kehna hai
Pinjre mein mujhe nahin rehna hai

Chal pyaar karegi
Haan ji haan ji
O mere saath chalegi
Na ji na ji

Aankhon se kaajal le jaayenge
Zulfon ke baadal le jaayenge
Arre hum aaye hain door se yun vaapas na jaayenge
(Hum apni sajaniya le jaayenge
Arre hum apni dulhaniya le jaayenge) - 2
Hey, chal pyaar karegi

Haan ji haan ji
Mere saath chalegi
Na ji na ji

Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye
Hum tujhko uthaakar le jaayenge
Doli mein bithaakar le jaayenge

Hum ghar mein kahin chhup jaayenge
Sang tere nahin hum aayenge

Hum apni sajaniya le jaayenge
Hum apni dulhaniya le jaayenge, haan
Hum apni sajaniya le jaayenge
Arre hum apni dulhaniya le jaayenge

Chahe Zubaan Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Chahe Zubaan Lyrics is a beautiful hindi song from bollywood film Dil Hai Tumhaara 2002 . This song is composed by Nadeem and Shravan. The song Chahe Zubaan is sung by Sonu Nigam and Alka Yagnik. Lyrics of song Chahe Zubaanis is written by Sameer.

Chahe Zubaan Lyrics :

La la la, la la la la, la la la la
Hey hey hey hey hey hey
La la la, la la la la, la la la la
Aa ha ha ha ha
Chaahe zubaan se kuch na kaho ae mere sanam - 2
Aankhen to keh rahi hai tumhe mujhse pyaar hai - 2

Chaahe zubaan se kuch na kaho ae mere sanam
Aankhen to keh rahi hai tumhe mujhse pyaar hai - 2

Maathe pe kyoon pasina hai, yeh to bataaiye
Aise na mujhko dekhke palkein jhukaaiye
Hum jaante hai aap ka dil beqaraar hai
Aankhen to keh rahi hai tumhe mujhse pyaar hai

Tum saamne jo aaye to sharma gayi nazar
Main kuch bhi keh saki na, aisa hua asar
Har pal mujhe to ab tumhaara intezaar hai
Aankhen to keh rahi hai tumhe mujhse pyaar hai

Chaahe zubaan se kuch na kaho ae mere sanam
Aankhen to keh rahi hai tumhe mujhse pyaar hai

Aankhen to keh rahi hai tumhe mujhse pyaar hai

Chaand Ho Ya Na Ho Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Chaand ho ya na ho Lyrics is a beautiful hindi song from bollywood film Pyaar Ishq Aur Mohabbat (2001). This song is composed by Viju Shah and Alka Yagnik and Sonu Nigam has sung this song. The lyrics of song Chaand ho ya na ho is written by Anand Bakshi.

Chaand Ho Ya Na Ho Lyrics:


--FEMALE--
(Chaand ho ya na ho, chaandni raat hai
Main tere saath hoon, tu mere saath hai) - 2

--MALE--
Aur kuch ho na ho, ek hi baat hai
Khoobsurat badi yeh mulaqaat hai

--FEMALE--
(Kaisa yeh mausam o saajan hai
Baadal hai koi na saawan hai) - 2
Lag raha hai magar aaj barsaat hai
Main tere saath hoon, tu mere saath hai

--MALE--
Mm, aur kuch ho na ho, ek hi baat hai
Khoobsurat badi yeh mulaqaat hai

(Pyaar ke kachche dhaage ki is dor se
Ek duje ko chal baandh le zor se) - 2
Apne armaanon ki aaj baaraat hai
Khoobsurat badi yeh mulaqaat hai

--FEMALE--
Chaand ho ya na ho, chaandni raat hai
Main tere saath hoon, tu mere saath hai

--MALE--
Aa, khoobsurat badi yeh mulaqaat hai

--FEMALE--
(Aa aa aa, aa ha ha, aa ha aa aa aa aa)

Bachaalo Bachaalo Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Bachalo Bachalo Lyrics is a beautiful hindi song from bollywood film Khullam Khulla Pyaar Karen (2001). This song is composed by Anand and Milind. Bachalo Bachalo song has sung by Alka Yagnik and Sonu Nigam . Lyrics of song is written by Sameer.

Bachalo Bachalo Lyrics:

--MALE--
Jaago!
Bachaalo bachaalo, bachaalo bachaalo
(Bachaalo bachaalo bachaalo bachaalo
Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo) - 2
--FEMALE--
Sambhaalo sambhaalo, sambhaalo sambhaalo
(Sambhaalo sambhaalo sambhaalo sambhaalo
Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo) - 2
--MALE--
Thodi thodi beqaraari halka halka dard hai
Dekh zara chhooke diljaani
Dil ka shola sard hai
--FEMALE--
Karvat leke jaagti hoon, neend na aaye raat bhar
Rehne lagi hoon ab to dilbar
Khud se bhi main bekhabar
--MALE--
Honton se mujhe jaane jaan lagaalo
--FEMALE--
Sambhaalo sambhaalo, sambhaalo sambhaalo
Sambhaalo sambhaalo sambhaalo sambhaalo
Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo
--MALE--
Bachaalo bachaalo bachaalo bachaalo
Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo
--FEMALE--
Pyaasi pyaasi dhadkanon mein jaane kaisa shor hai
Sach kehte hai duniya waale
Ishq pe kiska zor hai
--MALE--
Tanhaai mein jab akele jaanam tera naam loon
Tera samajhke madhoshi mein
Apna daaman thaam loon
--FEMALE--
Gir jaaoon na kahin mujhko tum uthaalo
--MALE--
Bachaalo bachaalo, bachaalo bachaalo
Bachaalo bachaalo bachaalo bachaalo
Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo
--FEMALE--
Sambhaalo sambhaalo sambhaalo sambhaalo
Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo

Allah Kare Dil Na Lage Kisise Song Lyrics - Alka Yagnik and Sonu Nigam

Allah Kare Dil Na Lage Kisise Song Lyrics from Andaaz (2003) Bollywood movie. The song has sung by Alka Yagnik and Sonu Nigam and Music has composed by Nadeem-Shravan. Lyrics of this song has penned by Sameer.

Song Title: Allah Kare Dil Na Lage
Movie: Andaaz (2003)
Singers: Alka Yagnik , Sonu Nigam
Music Director: Nadeem-Shravan
Produced by: Suneel Darshan
Director: Raj Kanwar
Starring: Akshay Kumar, Lara Dutta, Priyanka Chopra

Allah Kare Dil Na Lage Kisise Song Lyrics 

Yeh Pyaar To Hai Ek Dhoka
is Liye Maine Dil Ko Roka
yeh Pyaar To Hai Ek Dhoka
is Liye Maine Dil Ko Roka
hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
soch Ke Raat Bhar Hum Jage
allah Kare Dil Na Lage Kisise
allah Kare Dil Na Lage Kisise
allah Kare Dil Na Lage Kisise
allah Kare Dil Na Lage Kisise

bada Sidha Saada
bada Bhola Bhaala
hai Sab Se Juda Woh Deewana Mera
abhi Faasla Hai
magar Yeh Pata Hai
haqeeqat Banega Fasana Mera
bade Josh Mein Hai
na Hum Hosh Mein Hai
sambhaalo Hume Hum Behekne Lage
bataye To Kaise
chua Tumne Aise
to Hum Banke Khushboo Mehekne Lage
ishq To Hai Hawaon Ka Jhoka
is Liye Mein Dilko Roka
ishq To Hai Hawaon Ka Jhoka
is Liye Mein Dilko Roka
hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
soch Ke Raat Bhar Hum Jage
allah Kare Dil Na Lage Kisise
allah Kare Dil Na Lage Kisise
allah Kare Dil Na Lage Kisise
allah Kare Dil Na Lage Kisise

suhani Dagar Mein
tumhari Nazar Mein
khayalon Ki Duniya Basayenge Hum
mohabbat Ki Ladiyan
haseen Chand Ghadiyaan
sanam Zindagi Se Churayenge Hum
sajado Yeh Kesu
churalo Yeh Khushboo
mujhe Baazoo Mein Chupalo Sanam
baharoon Mein Aake
gale Se Lagake
mujhe Apni Dulhan Banalo Sanam
is Chaahat Mein Hum Ko Toka
is Liye Main Dilko Roka
is Chaahat Mein Hum Ko Toka
is Liye Main Dilko Roka
hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
soch Ke Raat Bhar Hum Jage
allah Kare Dil Na Lage Kisise
allah Kare Dil Na Lage Kisise
allah Kare Dil Na Lage Kisise
allah Kare Dil Na Lage Kisise

Ajnabi Shehar Hai Song Lyrics - Jaan-E-Mann (2oo6)

Listen and view songs with lyrics of Ajnabi Shehar Hai Song Lyrics from bollywood Hindi film Jaan-E-Mann (2oo6). The song has been sung by Sonu Nigam. Music of this song has been composed by Anu Malik And lyrics of Ajnabi Shehar Hai Song is written by Gulzar.


Song Title: Ajnabi Shehar Hai
Movie: Jaan-E-Mann (2oo6)
Music composed by: Anu Malik
Lyrics written by: Gulzar
Singer: Sonu Nigam

Listen while you read lyrics.

Ajnabi Shehar Hai Song Lyrics

Ajnabi Shehar Hai
Ajnabi Shaam Hai
Zindagi Ajnabi Kya Tera Naam Hai
Ajeeb Hai Ye Zindagi Ye Zindagi Ajeeb Hai
Ye Milti Hai Bicharti Hai Bicharke Phir Se Milti Hai
Ajnabi Shehar Hai
Ajnabi Shaam Hai
Aap Ke Bagair Bhi Humein
Meeti Lagein Udasiyaan
Kya Ye Aap Kaa Aap Kaa Kamaal Hai
Shayed Aapko Khabar Nahi
Hil Rahi Hai Paaon Ki Zameen
Kya Ye Aap Ka Aap Kaa Kheyaal Hai
Ajnabi Shehar Mein Zindagi Milgayi
Ajeeb Hai Ye Zindagi Ye Zindagi Ajeeb Hai
Mein Samjha Tha Kareeb Hai Ye Auron Ka Naseeb Hai
Ajnabi Shehar Hai
Ajnabi Shaam Hai
Baat Hai Ye Ek Raat Ki
Aap Badalon Pe Letey The
Hmm Woh Yaad Hai Aapne Bulaya Tha
Sardi Lag Rahi Thi Aapko
Patli Chandi Lapetey The
Aur Shaan Mein Khowaab Ke Sulaya Tha
Ajnabi Thi Sahi Saans Mein Silgayi
Ajeeb Hai Ye Zindagi Ye Zindagi Ajeeb Hai
Mere Nahi Ye Zindagi Rakeeb Ka Naseeb Hai

Aisa Lagta Hai Song Lyrics - Refugee (2000)

Listen and view songs with lyrics of Aisa Lagta Hai Song Lyrics from bollywood Hindi film Refugee (2000). The song has been sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam . Music of this song has been composed by Anu Malik And lyrics of Aisa Lagta Hai Song is written by Javed Akhtar.


Song : Aisa Lagta Hai
Film : Refugee (2000)
Lyrics : Javed Akhtar
Music : Anu Malik
Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam

Listen while you read lyrics.


Aisa Lagta Hai Song Lyrics 

Ho Aisa Lagta Hai Jo Na Hua Hone Ko Hai
Aisa Lagta Hai Ab Dil Mera Khone Ko Hai
Varna Dil Kyon Dhadakta
Saansein Kyon Rukti
Mere Neendein Kyon Ud Jaati
Aisa Lagta Hai Jo Na Hua Hone Ko Hai
Aisa Lagta Hai Ab Dil Mera Khone Ko Hai
Varna Dil Kyon Dhadakta
Saansein Kyon Rukti
Mere Neendein Kyon Ud Jaati
Ho Aisa Lagta Hai Jo Na Hua Hone Ko Hai
Koi Chehra Nigaahon Pe Chhaane Laga
Koi Ab Roz Aankhon Mein Aane Laga
Aayi Rut Jo Nayi Jaage Armaan Kai
Mausam Koi Ghazal Jaise Gaane Laga
Oh Aisa Lagta Hai Jaise Nasha Hone Ko Hai
Aisa Lagta Hai Hosh Mera Khone Ko Hai
Varna Dil Kyon Dhadakta
Saansein Kyon Rukti
Mere Neendein Kyon Ud Jaati
Ho Aisa Lagta Hai Jo Na Hua Hone Ko Hai
Mehki Mehki Fiza Ne Li Angdaaiyaan
Neeli Neeli Hai Baadal Ki Parchhaaiyaan
Thandi Thandi Hava Laayi Raag Naye
Goonji Goonji Si Hai Jaise Shehnaaiyaan
Ho Aisa Lagta Hai Koi Mera Hone Ko Hai
Aisa Lagta Hai Har Faasla Khone Ko Hai
Varna Dil Kyon Dhadakta
Saansein Kyon Rukti
Mere Neendein Kyon Ud Jaati
Ho Aisa Lagta Hai Jo Na Hua Hone Ko Hai
Aisa Lagta Hai Ab Dil Mera Khone Ko Hai
Varna Dil Kyon Dhadakta
Saansein Kyon Rukti
Mere Neendein Kyon Ud Jaati.

Ae Chaand Teri Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Ae Chaand Teri Lyrics is a beautiful Hindi Song from bollywood film Teraa Jaadu Chal Gayaa (2000 ). Alka Yagnik and Sonu Nigam has sung this song. The Ae Chaand Teri  Song is composed by Ismail Darbar And lyrics of song Ae Chaand Teri is written by Sameer.

Ae Chaand Teri Lyrics:

Ae chaand teri
Ae chaand teri chandni ki kasam
Mere paas bhi ek chaand hai
Tujhme to phir bhi daag hai -2
Mera chaand to bedaag hai
Teri dooriyon ki kasam,
mera chaand mere paas hai
Ae chaand teri
Ae chaand teri chandni ki kasam

Kiranon se bhari subaha ho,
taaro se bhari shaam - 2
Maujo mein tera chehraa,
phoolon mein tera naam - 2
Mere mehboob sanam, tu mera ehsaas hai
Ae chaand teri chandni ki kasam

--FEMALE--
Aa ha aa ha....mm hmmm...
Tareef karo na itni tum,
saansen hai ruki jaati - 2
Aati hai sharam si mujhko,
aankhen hai jhuki jaati - 2
Meri dhadkanon mein sanam,
har ghadhi teri pyaas hai

--MALE--
Ae chaand teri
Ae chaand teri chandni ki kasam
Mere paas bhi ek chaand hai
Tujhme to phir bhi daag hai - 2
Mera chaand to bedaag hai
Teri dooriyon ki kasam,
mera chaand mere paas hai
Ae...ohhh...ohh...

Abhi Mujh Mein Kahin Song Lyrics - Agneepath (2012)

Listen and view songs with lyrics of Abhi Mujh Mein Kahin Song Lyrics from bollywood Hindi film Agneepath (2012). The song has been sung by Sonu Nigam. Music of this song has been composed by Ajay - Atul And lyrics of Abhi Mujh Mein Kahin Song is written by Amitabh Bhattacharya.


Song Title: Abhi Mujh Mein Kahin
Movie : Agneepath (2012)
Music Director : Ajay - Atul
Singer(s) : Sonu Nigam
Lyricists :Amitabh Bhattacharya
Listen while you read lyrics.


Abhi Mujh Mein Kahin Song Lyrics 

Abhi Mujh Mein Kahin, Baaki Thodi Si Hai Zindagi
Jagi Dhadkan Nayi, Jaana Zinda Hoon Main Toh Abhi
Kuch Aisi Lagan Iss Lamhe Mein Hai
Yeh Lamha Kahaan Tha Mera
Ab Hai Saamne, Isse Chhoo Loon Zara
Marr Jaaun Ya Jee Loon Zara
Khushiyaan Choom Loon
Ya Ro Loon Zara
Marr Jaaun Ya Jee Loon Zara

Hoo Abhi Mujh Mein Kahin, Baaki Thodi Si Hai Zindagi

Hoo Dhoop Mein Jalte Hue Tann Ko, Chhaya Pedh Ki Mil Gayi
Roothe Bacche Ki Hansi Jaise, Phuslaane Se Phir Khil Gayi
Kuch Aisa Hi Ab Dil Ko Mehsoos Ho Raha Hai
Barson Ke Puraane Zakhmon Pe Marham Laga Sa Hai
Kuch Aisa Rehem, Iss Lamhe Mein Hai
Ye Lamha Kahaan Tha Mera
Ab Hai Saamne, Isse Chhoo Loon Zara
Marr Jaaun Ya Jee Loon Zara
Khushiyaan Choom Loon
Ya Ro Loon Zara
Marr Jaaun Ya Jee Loon Zara

Dor Se Tooti Patang Jaisi, Thi Yeh Zindagaani Meri
Aaj Hoon Kal Ho Mera Na Ho
Har Din Thi Kahaani Meri
Ek Bandhan Naya Peeche Se Ab Mujhko Bulaaye
Aane Wale Kal Ki Kyun Fikar Mujhko Sataa Jaaye
Ik Aisi Chubhan, Iss Lamhe Mein Hai
Yeh Lamha Kahaan Tha Mera
Ab Hai Saamne, Isse Chhoo Loon Zara
Marr Jaaun Ya Jee Loon Zara
Khushiyaan Choom Loon
Ya Ro Loon Zara
Marr Jaaun Ya Jee Loon Zara

Aate Jaate Jo Milta Hai Song Lyrics - Har Dil Jo Pyar Karega (2000)

Listen and view songs with lyrics of Aate Jaate Jo Milta Hai Song Lyrics from bollywood Hindi film Har Dil Jo Pyar Karega (2000) . The song has been sung by Sonu Nigam, Shreya Ghosal and Anu Malik . Music of this song has been composed by Anu Malik And lyrics of Aate Jaate Jo Milta Hai Song is written by Sameer. 


Song Title : Aate Jaate Jo Milta Hai
Film : Har Dil Jo Pyar Karega (2000) 
Lyrics : Sameer 
Music : Anu Malik 
Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam, Anu Malik 

Listen while you read lyrics.

Aate Jaate Jo Milta Hai Song Lyrics

Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Hum to pagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein
Tumse milke maine jaana
ye pyaar bhi ajeeb cheez hai
Insaan khud ko bhool jaata hai
aisa kyon hota hai
ho... deewanepan ki ye inteha hai
Chehron mein kya hai
chehra tera Tere siva hum soche bhi kise
Yaadon ke har pal pehra tera
Yaadein basi hai jaano sanam
Kehna hamara maano sanam
Humse poochho tanha rehna kaisa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein
Hey relax Tumhein dekhta hoon to lagta hai
koi aisa bhi mere paas mein ho
Arre jisko meri tanhaai ka ehsaas to hai
Ye aashiqui bhi aisa nasha hai Jab ye lage to chhoot nahin
Nadaan dilon ka hai aisa naata Tode sabhi to toot nahin
Jisne kaha ye sach hi kaha Bhoole kabhi na pehli Wafa
Tumse milna baatein karna achchha lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein
Kya sochne lagi Soch rahi hoon tum kya soch rahe ho
Main hahah...
Ho jee chaahta hai zulfon ke neeche
yoonhi hamesha soye rahein
Bas tumko dekhein
bas tumko chaahein
Khwaabon mein yoonhi khoye rahein
Tumse mili hai jabse nazar
Humko nahin hai kuchh bhi khabar
Ab to humko afsaana bhi sachcha lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein
Free Download Songs
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...