Wednesday, February 5, 2014

Haan To Main Kya Keh Raha Tha Song Lyrics - Raja Rani (1973)

Listen and view songs with lyrics of Haan To Main Kya Keh Raha Tha Song Lyrics From Raja Rani (1973) Bollywood Hindi Movie. The song has been sung by Lata and Mukesh. Music of this song has been composed by R D Burman and Lyrics penned by Ananad Bakshi.


Song Title : Haan To Main Kya Keh Raha Tha
Movie: Raja Rani (1973)
Singers: Lata, Mukesh
Lyrics: Ananad Bakshi
Music Director: R D Burman

Haan To Main Kya Keh Raha Tha Song Lyrics:

Aasamaan pe chaandni kaa ek dariyaa bah rahaa thaa
haan to main kyaa kah rahaa thaa
haan to main kyaa kah rahaa thaa
kah rahe the tum haseena ishq me mushqil hai jeena
haan mujhe ab yaad aaya jabse maine dil lagaaya
aaj, aaj kaun sa din hai
shukrawaar hai
waqt youn hi jaa raha hai
thahro koi aa raha ha
koi musafir hai
apne raste jaa raha hai
tauba main to dar gaya tha
haan to main kya kah raha tha
haan to main kya kah raha tha
kah rahe the tum kahaani jab se aayi hai jawaani
ab suno tum baat aage jab se ye armaan jaage
aaj kaun si taarikh hai
aaj chhabbiis taarikh hai
pyaar sapne bun rahaa hai
dekho koi sun rahaa hai
maali hai
baagh se kaliyaan chun rahaa hai
main to dhokhaa khaa gayaa thaa
haan to main kyaa kah rahaa thaa
hmmm hmm
yaad karte ye fasaanaa tum mujhe mat bhool jaanaa
kyaa deewaanaa hoon main koi
jab se meri neend khoi
ye kaun saa maheenaa hai
january
rut suhaani jhoomti hai
ye police kyun ghoomti hai
han an are baabaa tumhe. nahin kisi chor ko dhoondhti hai
dard-e-furaqat sah rahe the
haan to tum kya kah rahe the
haan to tum kya kah rahe the
hmmm
haan to tum kya kah rahe the
haan to main kya kah raha tha

No comments:

Post a Comment

Free Download Songs
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...