Saturday, February 8, 2014

Hit Songs of Sonu Nigam Download free



Listen to your favorite songs of Hit Songs of Sonu Nigam. There are Hit Songs of Sonu Nigam in Sonu Nigam Collection Album. Sonu Nigam is an indian singer whose songs have been featured mainly in Hindi and Kannada languages. He has also sung many songs in Urdu, Oriya, Tamil, Assamese, Punjabi, Bengali, Malayalam, Marathi, Telugu and Nepali movies. Here is presented a List of Songs with their link of Hit Songs of Sonu Nigam.

Album: Sonu Nigam Collection
Artist: Sonu Nigam
Songs: 37
01- Aate Jaate Jo Milta Hai - Har Dil Jo Pyar Karega (2000)
02- Abhi Mujh Mein Kahin - Agneepath (2012)
03- Ae Chaand Teri - Tera Jadoo Chal Gayaa (2000)
04- Aisa Lagta Hai - Refugee (2000)
05- Ajnabi Shehar Hai - Jaan-E-Mann (2oo6)
06- Allah Kare Dil Na Lage Kisise - Andaaz (2003)
07- Bachalo Bachalo - Khullam Khulla Pyaar Karen (2001)
08- Chaand Ho Ya Na Ho - Pyaar Ishq Aur Mohabbat (2001)
09- Chahe Zubaan - Dil Hai Tumhaara (2002)
10- Chal Pyar Karegi - Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1998)
11- Dekho Na Dekho - Fanaa (2006)
12- Dheere Jalna - Paheli (2005)
13- Ek Ladki Mujhe - Shararat (2001)
14- Haye Dil Ki Baazi - One Two ka Four (2001)
15- Ishq Hua - Aaja Nachle (2007)
16- Ishq Kamina - Shakti The Power (2002)
17- In Lamhon Ke Daaman Mein - Jodhaa Akbar (2008)
18- Ji Jeend Jaan - Kitne Door Kitne Paas (2002)
19- Kabhi Alvida Naa Kehna - Title Song - Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
20- Kal Ho Naa Ho Title Song - Kal Ho Naa Ho (2004)
21- Kasto Mazza - Parineeta (2005)
22- Kaun Kenda - Bittoo Boss (2012)
23- Laal Chunariya - Jodi No.1 (1999)
24- Mere Dil Pe Kisi Ne - Gunaah (2002)
25- Mere Haath Mein - Fanaa (2006)
26- Mujhe Raat Din - Sangharsh (1999)
27- Pal Pal Har Pal - Lage Raho Munna Bhai (2006)
28- Pardesi Maine - Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2000)
29- Phir Mujhe Dil Bekaraar - Toh Baat Pakki (2010)
30- Pyaar Hone Laga Hai - Janasheen (2003)
31- Pyaar Tune Kya Kiya - Pyaar Tune Kya Kiya (2002)
32- Sau Dard - Jaan-E-Mann (2006)
33- Shukran Allah - Kurbaan ( 2009)
34- Soona Mann Ka Aangan - Parineeta (2005)
35- Soniyo o Soniyo - Raaz 2 (2008)
36- Tu Fiza Hai - Fiza (2000)
37- Tumhi Dekho Na - Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)

Tumhi Dekho Na Song Lyrics - Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)

Listen and view songs with lyrics of Tumhi Dekho Na Song Lyrics from bollywood Hindi film Kabhi Alvida Naa Kehna (2006). The song has been sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. Music of this song has been composed by Shankar-Ehsaan-Loy And lyrics of Tumhi Dekho Na Song is written by Javed Akhtar. 


Song : Tumhi Dekho Na
Movie: Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
Music : Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Alka Yagnik, Sonu Nigam

Listen while you read lyrics.

Tumhi Dekho Na Song Lyrics

Tumhi Dekho Na Yeh Kya Ho Gaya
Tumhara Hoon Main Aur Tum Meri
Main Hairaan Hoon Tumhen Kya Kahu
Ke Din Mein Hui Kaisi Chaandani
Jaagi Jaagi Si Hai Phir Bhi Khwaabon Mein Hai
Khoyi Khoyi Zindagi
Tumhi Dekho Na Yeh Kya Ho Gaya
Tumhara Hoon Main Aur Tum Meri 
Behke Behke Se Mann
Mehke Mehke Se Tann
Ujli Ujli Fizzaon Mein Hai
Aaj Ham Hai Jahaan
Kitni Ranginiyan
Chhalki Chhalki Nigaahon Mein Hai
Neeli Neeli Ghataaon Se Hai Chhan Rahi
Halki Halki Roshni
Tumhi Dekho Na Yeh Kya Ho Gaya
Tumhara Hoon Main Aur Tum Meri
Main Hairaan Hoon Tumhen Kya Kahu
Ke Din Mein Hui Kaisi Chaandani 
Main Toh Anjaan Thi Yun Bhi Hoga Kabhi
Pyar Barsega Yun Toot Ke
Sach Yeh Ikraar Hai Sach Yahi Pyar Hai
Baaki Bandhan Hai Sab Jhuth Ke
Meri Saanson Mein Hai Ghul Rahi Pyar Ki
Dheemi Dheemi Raagini
Tumhi Dekho Na Yeh Kya Ho Gaya
Tumhara Hoon Main Aur Tum Meri
Main Hairaan Hoon Tumhen Kya Kahu
Ke Din Mein Hui Kaisi Chaandani
Jaagi Jaagi Si Hai Phir Bhi Khwaabon Mein Hai
Khoyi Khoyi Zindagi
Tumhi Dekho Na Yeh Kya Ho Gaya
Tumhara Hoon Main Aur Tum Meri
Yeh Din Mein Hui Kaisi Chaandani

Tu Fiza Hai Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Tu Fiza Hai Lyrics from Bollywood film Fiza (2000), the song has sung by Sonu Nigam and Alka Yagnik. The music has been composed by Anu Malik. The lyrics of the song have been penned by Gulzar. Directed by Khalid Mohamed and film starring Hrithik Roshan and Karishma Kapoor in the lead roles. The film was released on September 8th 2000.

Tu Fiza Hai Lyrics:

--MALE--
Fiza, Fiza, Fiza, hey Fiza
(Tu hawa hai, fiza hai, zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir kyoon barasti nahin
Udti rehti hai tu panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa) - 2

--FEMALE--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Ghane ek ped se mujhe
Jhoka koi leke aaya hai
Sukhe ek patte ki tarah
Hawa ne har taraf udaaya hai

--MALE--
Aa na aa
Hey, aa na aa ek dafa is zameen se uthe
Paaon rakhe hawa par zara sa ude

--FEMALE--
Chal chale hum jahan koi rasta na ho

--MALE--
Koi rehta na ho, koi basta na ho

--FEMALE--
Kehte hai aankhon mein milti hai aisi jaga

--MALE--
Fiza, Fiza

--FEMALE--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Tum mile to kyoon laga mujhe
Khud se mulaaqaat ho gayi
Kuch bhi to kaha nahin magar
Zindagi se baat ho gayi

--MALE--
Aa na aa
Hey, aa na aa saat baithe zara der to
Haath thaame rahe aur kuch na kahe

--FEMALE--
Chhooke dekhe to aankhon ki khaamoshiyaan

--MALE--
Kitni chup chaap hoti hai sargoshiyaan

--FEMALE--
Sunte hai aankhon mein hoti hai aisi sada

--MALE--
Fiza, Fiza
Tu hawa hai, fiza hai, zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir kyoon barasti nahin
Udti rehti hai tu panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa

--FEMALE--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Free Download Songs
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...