Saturday, February 8, 2014

Soona Mann Ka Aangan Song Lyrics - Parineeta (2005)

Listen and view songs with lyrics of Soona Mann Ka Aangan Song Lyrics from bollywood Hindi film Parineeta (2005). The song has been sung by Sonu Nigam, Shreya Ghoshal. Music of this song has been composed by Shantanu Moitra And lyrics of Soona Mann Ka Aangan Song is written by Swanand Kirkire.



Song Title: Soona Soona Mann Ka Aangan
Film: Parineeta (2005)
Music: Shantanu Moitra
Lyrics: Swanand Kirkire
Singer(s): Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Listen while you read lyrics.

Soona Mann Ka Aangan Song Lyrics 

M: Soona soona mann ka aangan
Dhoonde payal ki woh jhanjhan
Sooni sooni mann ki sargam
Dhoonde geet tere humdum

Mann mein shaam ho ya sawera
Laga teri hi yaadon ka dhera
Tune bandhan kyun ye toda
Tune kahe ko muh moda
Kaho naa -x3

F: Phool phool bhanwra dole
Mann mein goonje teri yaad
Baagh mein papiha bole
Peehu peehu piyu kahan

M: Kaise kaatein sooni raatein
Kaho naa - x2

Kaise bholein beeti baatein
Kaho naa - x2

Kaise thaamein phir tera daaman
Kaise mehke mann ka ye aangan
Kaise bhoole preet teri saajan
Kaise baandhe toota ye bandhan
Mann mein shaam ho ya sawera
Laga teri hi yaadon ka dhera
Tune bandhan kyun ye toda
Tune kahe ko muh moda
Kaho naa -x3

F: Phool phool bhanwra dole
Mann mein goonje teri yaad
Baagh mein papiha bole
Peehu peehu piyu kahan

M: Phool phool bhanwra dole
Mann mein goonje teri yaad
Baagh mein papiha bole
Peehu peehu piyu kahan

M&F: Phool phool bhanwra dole
Mann mein goonje teri yaad
Baagh mein papiha bole
Peehu peehu piyu kahan

F: Kaho naa . .

Shukran Allah Song Lyrics - Kurbaan ( 2009)

Listen and view songs with lyrics of Shukran Allah Song Lyrics from bollywood Hindi film Kurbaan ( 2009). The song has been sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam, Salim Merchant. Music of this song has been composed by Salim Sulaiman And lyrics of Shukran Allah Song is written by Prasoon Joshi.

Song : Shukran Allah
Film : Kurbaan ( 2009)
Lyrics : Prasoon Joshi
Music : Salim Sulaiman
Singer : Shreya Ghoshal, Sonu Nigam, Salim Merchant
Listen while you read lyrics.


Shukran Allah Song Lyrics

Shukran Allah Wallah Alham Dulillah
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah
{shukran Allah Wallah Alham Dulillah
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah}
Nazron Se Nazrein Mili To
Jannat Si Mehki Fizayein
Lab Ne Jo Lab Chu Liya To
Aasmaan Se Barshi Duyaien
Aise Apni Mohabbat
Aise Rooh-e-ibaadat
Hum Pe Meherbaan Do Jahan
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah
{shukran Allah Wallah Alham Dulillah
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah}
Teri Bahaon Mein Yeh Jism Khil Gaaya
Teri Saanson Mein Chain Mil Gaya
Kaise Rahein Abb Hum Juda
Ho Ho
Teri Paas Hum Itne Hue
Tere Khwaab Apne Hue
Kaise Hue Abb Hum Fida
Aise Uski Inayat
Mit Gayi Har Shiyaat
Hum Pe Meherbaan Do Jahan
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah
{shukran Allah Wallah Alham Dulillah
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah}
Tere Saaye Mein Li Har Khushi
Teri Marzi Meri Zindagi
Le Chal Tu Chahe Jaahan
Haan Haan
Meri Aankhon Mein
Nazar Teri Hain
Meri Sham-o-seher Teri Hai
Tu Jo Nahi To Mein Kahan
Khil Gai Meri Kismat
Paake Teri Yeh Chahat
Hum Pe Meherbaan Do Jahan
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah
{shukran Allah Wallah Alham Dulillah
Shukran Allah Wallah Alham Dulillah}

Sau Dard Song Lyrics - Jaan-E-Mann (2006)

Listen and view songs with lyrics of Sau Dard Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Jaan-E-Mann Let's Fall in Love... Again (2006). The song has sung by Sonu Nigam, Suzanne D'Mello and Music composed by Anu Malik. Lyrics of this song has been penned by Gulzar.




Song Title: Sau Dard
Movie: Jaan-E-Mann: Let's Fall in Love... Again (2006)
Singers: Sonu Nigam, Suzanne D'Mello
Song Lyricists: Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer: Anu Malik
Listen while you read lyrics.

Sau Dard Song Lyrics

Sau Dard Hain,sau Rahatein
Sab Mila Dilnashin
Ek Tuhi Nahieeeeee
Rukhi Rukhi Si Yeh Hawa
Aur Sukhe Patte Ki Tarah
Shehar Ki,sadko Pe Main
Lawaris, Udta Hua
Sau Raste
Par Teri Rah Nahi.eeee
Sau Dard Hain,sau Rahatein
Sab Mila Dilnashin
Ek Tuhi Nahieeeeee
Behta Hain Paani, Behne De
Waqt Ko Yuhi, Rehne De
Dariya Ne Karwat Li Hai Toh
Saahilon Ko Sehne De
Sau Hasratein
Par Tera Ghum Nahi.eeeee
Sau Dard Hain,sau Rahatein
Sab Mila Dilnashin
Ek Tuhi Nahieeeeee
Free Download Songs
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...