Saturday, February 8, 2014

Mujhe Raat Din Song Lyrics - Sangharsh (1999)

Listen and view songs with lyrics of Mujhe Raat Din Bas Mujhe Chahti Ho Song Lyrics from bollywood Hindi film Sangharsh (1999). The song has been sung by Sonu Nigam. Music of this song has been composed by Jatin, Lalit And lyrics of Mujhe Raat Din Song is written by Sameer.


Song Title : Mujhe Raat Din Bas Mujhe Chahti Ho
Film : Sangharsh (1999)
Lyrics : Sameer
Music : Jatin, Lalit
Singer : Sonu Nigam

Listen while you read lyrics.


Mujhe Raat Din Song Lyrics

Mm hmm hmm hmm, eh hey, la la la
Mujhe raat din, bas mujhe chahti ho 2
Kaho na kaho mujhko sab kuch pata hai
Haan, karoon kya mujhe tum batati nahin ho
Chhupati ho mujhse yeh tumhari khataa hai
Aa mujhe raat din, bas mujhe chahti ho
Meri beqarari ko had se badhana
Tumhe khoob aata hai baatein banana
Nigahein milaake yun mera chain lena
Satake mohabbat mein yun dard dena
Mujhe dekh ke aise palkein jhukana
Sharaarat nahin hai to phir aur kya hai
Aa mujhe raat din, bas mujhe chahti ho
la la la ..............
Tumhe neend aayegi ab na mere bin
Mujhe hai yakeen aisa aayega ek din
Khuli teri zulfon mein soya rahoonga
Tere hi khayalon mein khoya rahoonga
Kabhi gaur se meri aankhon mein dekho
Meri jaan tumhaara hi chehra chhupa hai
Aa mujhe raat din, bas mujhe chahti ho
Kaho na kaho mujhko sab kuch pata hai
Haan, karoon kya mujhe tum batati nahin ho
Chhupati ho mujhse yeh tumhari khataa hai
Aa mujhe raat din, bas mujhe chahti ho
Hoon, Hon hon Hoon, eh hey, la la la

Mere Haath Mein Song Lyrics - Fanaa (2006)

Listen and view songs with lyrics of Mere Haath Mein Song Lyrics from bollywood Hindi film Fanaa (2006). The song has been sung by Aamir Khan, Kajol, Sunidhi Chauhan, Sonu Nigam. Music of this song has been composed by Jatin – Lalit And lyrics of Mere Haath Mein Song is written by Prasoon Joshi.

Song Title: Mere Haath Mein
Music Director: Jatin – Lalit
Lyrics: Prasoon Joshi
Singer(s): Sunidhi Chauhan, Sonu Nigam



Listen while you read lyrics.


Mere Haath Mein Song Lyrics

Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho - 2
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tere Dil Mein Meri Saanson Ko Panah Mil Jaaye
Tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye
Jitne Paas Hain Khushbu Saans Ke
Jitne Paas Hothon Ke Sargam
Jaise Saath Hain Karvat Yaad Ke
Jaise Saath Baahon Ke Sangam
Jitne Paas Paas Khwaabon Ke Nazar
Utni Paas Tu Rehna Hamsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Rone De Aaj Hamko Do Aankhen Sujaane De
Baahon Mein Lene De Aur Khud Ko Bheeg Jaane De
Hain Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Choot Jaayega
Hain Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jaayega
Jitne Paas Paas Dhadkan Ke Hain Raaz
Jitne Paas Bundon Ke Baadal
Jaise Sahaq Sa Chanda Ke Hain Raat
Jitne Paas Nainon Ke Kaajal
Jitne Paas Paas Saagar Ke Lehar
Utne Paas Tu Rehna Hamsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Adhoori Saans Thi Dhadkan Adhoori Thi Adhooren Ham
Magar Ab Chaand Poora Hain Falak Pe Aur Ab Pooren Hain Ham

Mere Dil Pe Kisi Ne Lyrics - Sonu Nigam and Alka Yagnik


Mere Dil Pe Kisi Ne Lyrics is a beautiful hindi song from bollywood film Gunaah (2002). The song is composed by Sajid-Wajid. The song has sung by Sonu Nigam and Alka Yagnik. Lyrics of  Mere Dil Pe Kisi Ne song is written by Anand Bakshi.

Mere Dil Pe Kisi Ne Lyrics:

--Male--
Mm hm, mm hm hm mm hm, eh hey hey hey hey, la la la la la
Mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai
Hm, mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai

--Female--
Tumne yeh sach kaha hai, mujhko bhi aisa kuch lag raha hai

--Male--
Yeh kya hua, kaise hua, yeh kab hua, ho
Mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai

--Female--
Tumne yeh sach kaha hai, mujhko bhi aisa kuch lag raha hai
Anjaane do musaafir hum jaane pehchaane se lag rahe hain

--Male--
Pal bhar mein ek duje ke kaise deewaane se lag rahe hain

--Female--
Hum tum na milte to yeh kitna achchha hota

--Male--
Mil to gaye ab socho hum kaise honge judaa

--Female--
Yeh kya hua, kaise hua, yeh kab hua, ho

--Male--
Mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai
Ab aage hai kahan jaana, apni manzil hamein mil gayi hai

--Female--
Tanha the, hum akele the, ab to mehfil hamein mil gayi hai

--Male--
Dil chaahe chhup jaaye, chup se pyaar ki baahon mein

--Female--
Ab jeena, ab marna yaar ki baahon mein

--Male--
Yeh kya hua, kaise hua, yeh kab hua, ho

--Female--
Mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai

--Male--
Tumne yeh sach kaha hai, mujhko bhi aisa kuch lag raha hai

--BOTH--
Yeh kya hua, kaise hua, yeh kab hua, ho
Free Download Songs
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...