Monday, January 27, 2014

Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Song Lyrics - Hum Dono (1961)

Listen and view songs with lyrics of Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Song Lyrics from Bollywood Hindi Movie Hum Dono (1961). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Hindi Song has composed by Jaidev. Lyrics has penned by Sahir Ludhianvi.

Song Title: Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe
Movie: Hum Dono (1961)
Singers: Mohammad Rafi
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer:  Jaidev

Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Song Lyrics 

Kabhii, kud pe,
Kabhii kud pe, kabhii haalaat pe, ronaa aayaa,
Kabhii kud pe,
Kabhii kud pe, kabhii haa..laat, pe ronaa, aa..yaa,
Baat nikalii to, har ik baat pe, ronaa aa..yaa,
Baat nikalii to, har ik baa..t pe, ronaa.

Ham to samajhe the ki, ham bhuul gae hai.n, unako,
Ham to samajhe the,
Ham to samajhe the, ki ham bhuu..l gae hai.n, unako,
Kyaa huaa aaj, ye kis baat pe, ronaa aa..yaa,
Kyaa huaa aaj, ye kis baat pe, ronaa aa..yaa,
Kabhii kud pe, kabhii haalaat, pe ronaa,

Kisa liye jii..te hai.n ham,
Kisa liye jiite hai.n, ham kisa.ke liye, jiite hai.n,
Baarahaa aise, savaalaat pe, ro..naa aayaa,
Baarahaa aise, savaalaat pe, ronaa aayaa,
Kabhii kud pe,

Kaun rotaa hai, kisii aur kii kaatir, ai dost,
Kaun rotaa hai, kisii aur kii kaatir, ai dost,
Sabako apanii, hii kisii baat pe, ronaa aayaa,
Sabako apanii hii, kisii baat pe, ronaa aayaa,
Kabhii kud pe,

Kabhii kud pe, kabhii haa..laat pe, ronaa aa..yaa,
Baat nikalii to, har ik baat pe, ronaa aa..yaa,
Kabhii kud pe,

Main Zindagi ka Saath Song Lyrics - Hum Dono (1961)


Listen and view songs with lyrics of Main Zindagi ka Saath Nibhata Chala Gaya from Hindi Movie Hum Dono (1961). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Main Zindagi ka Saath Nibhata Chala Gaya Hindi Song has composed by Jai dev.

Song Title: Main Zindagi ka Saath Nibhata Chala Gaya
Movie : Hum Dono (1961)
Music Director : Jai dev
Singer(s) : Mohammad Rafi

Main Zindagi ka Saath Song Lyrics 

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda...

Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha-2
Manana Fizul Tha-3
Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya-2

Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda...

Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya-2
Muqaddar Samajh Liya-2
Jo Kho Gaya Mein Usko Bhulata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda...

Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan-2
Na Mehsoos Ho Jahan-2
Main Dil Ko Us Muqaam Pe Lata Chala Gaya-2

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya..

Humko Tumhare Ishq Ne Song Lyrics - Ek Musafir Ek Hasina (1962)

Listen and view songs with lyrics of Humko Tumhare Ishq Ne Song Lyrics from Hindi Movie Ek Musafir Ek Hasina (1962). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Humko Tumhare Ishq Ne Hindi Song has composed by O P Nayyar. Lyrics has penned by Shewan Rizvi.

Song Title: Humko Tumhare Ishq Ne
Movie: Ek Musafir Ek Hasina (1962)
Singers: Mohammad Rafi
Song Lyricists: Shewan Rizvi

Humko Tumhare Ishq Ne Song Lyrics 

 Aa aa aa aa...
 Humko tumhaare ishq ne kyaa kyaa banaa diyaa
 Jab kuchh na ban sake to tamaashaa banaa diyaa
 Hamko tumhaare ishq ne kyaa-kyaa banaa diyaa

 Kaashi se kuchh gharaz thi na qaabe se vaastaa
 Ham dhoondhne chale the mohabbat kaa raastaa..
 Dekhaa tumhaare dar ko to sar ko jhukaa diyaa
 Jab kuchh na ban sake to tamaashaa banaa diyaa

 Dil ki lagi ne kar diyaa donon ko beqaraar
 Dohraa ke daastaan-e-mohabbat phir ek baar
 Majnoon hamen aur aapko lailaa banaa diyaa
 Jab kuchh na ban sake to tamaashaa banaa diyaa

 Nikle teri talaash mein aur khud hi kho gaye
 Kuchh ban padi na hamse to deevaane ho gaye..
 Deevaangi mein phir teraa koochaa dikhaa diyaa
 Jab kuchh na ban sake to tamaashaa banaa diyaa

 Jalvon ki bheekh phenkne vaale ki khair ho
 Pardaa hataake dekhne vaale ki khair ho..
 Ban ke bhikhaari ishq ne daaman bichhaa diyaa
 Jab kuchh na ban sake to tamaashaa banaa diyaa
 Hamko tumhaare ishq ne kyaa kyaa banaa diyaa

 Aa aa aa aa aa...

Free Download Songs
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...