Monday, January 27, 2014

Din Dhal Jaye Haye Song Lyrics - Guide (1965)

Listen and view songs with lyrics of Din Dhal Jaye Haye Rat Naa Jaye Song Lyrics from Hindi Movie Guide(1965). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Din Dhal Jaye Haye Rat Naa Jaye Song has been composed by Sachin Dev Burman. Lyrics has penned by Shailendra.

Song Title: Din Dhal Jaye Haye Rat Naa Jaye
Movie: Guide (1965)
Singers: Mohammad Rafi
Song Lyricists: Shailendra
Music Director: Sachin Dev Burman

Din Dhal Jaye Haye Song Lyrics

Din dhal jaye haye rat naa jaye
Tu toh naa aaye teree yad sataye
Din dhal jaye haye rat naa jaye
Tu toh naa aaye teree yad sataye
Din dhal jaye haye rat naa jaye

Pyar me jinke sab jag chhodha, aur huye badnam
Unake hee hatho hal huwa yeh, baithe hai dil ko tham
Apne kabhee the abb hain parayel
Din dhal jaye haye rat naa jaye
Tu toh naa aaye teree yad sataye
Din dhal jaye haye rat naa jaye

Aisee rim-jhim aisee puhare, aisee hee thee barsat
Khud se juda aur jug se paraye, ham dono the sath
Phir se woh sawan abb kyon naa aaye
Din dhal jaye haye rat naa jaye
Tu toh naa aaye teree yad sataye
Din dhal jaye haye rat naa jaye

Dil ke mere paas ho itne,phir bhi ho kitni door
Tu mujse mein dil se pareshaan, dodno hai majboor
Ese main kisko kon manaaye
Din dhal jaye haye rat naa jaye
Tu toh naa aaye teree yad sataye
Din dhal jaye haye rat naa jaye.

Kya Se Kya Ho Gaya Song Lyrics - Guide (1965)

Listen and view songs with lyrics of Kya Se Kya Ho Gaya Song Lyrics from Hindi Movie Guide (1965). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Kya Se Kya Ho Gaya Song has been composed by Sachin Dev Burman. Lyrics has penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Song Title: Kya Se Kya Ho Gaya
Movie: Guide (1965)
Singers: Mohammad Rafi
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Director: Sachin Dev Burman

Kya Se Kya Ho Gaya Song Lyrics

Kya se kya ho gaya, bewafa tere pyar mein
Chaha kya kya mila, bewafa tere pyar mein

Chalo suhana bharam toh tuta, jana ke husn kya hain
Ho chalo suhana bharam toh tuta, jana ke husn kya hain
Kahten hain jisako pyar duniya, kya cheez kya bala hai
Dil ne kya na saha, bewafa tere pyar mein
Chaha kya kya mila, bewafa tere pyar mein

Tere mere dil ke bich abb toh, sadiyon ke fasale hain
Haan tere mere dil ke bich abb toh, sadiyon ke fasale hain
Yakeen hoga kise ke ham tum, ek raah sang chale hain
Hona hai aur kya, bewafa tere pyar mein
Kya se kya ho gaya, bewafa tere pyar mein.

Pardesiyon Se Na Ankhiyan Milana Song Lyrics - Jab Jab Phool Khile (1965)

Listen and view songs with lyrics of Pardesiyon Se Na Ankhiyan Milana Song Lyrics from Hindi Movie Jab Jab Phool Khile (1965). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Pardesiyon Se Na Ankhiyan Milana Song has been composed by Kalyanji Anandji. Lyrics has penned by Anand Bakshi.

Pardesiyon Se Na Ankhiyan Milana Song Lyrics

Pardesiyon se na ankhiyaan milana -(2)
pardesiyon ko hai ek din jana
pardesiyon se na ankhiyaan milana -(2)
Ho oooo
pyaar se apne yeh nahi hote - (2)
yeh patthar hai yeh nahi rote - (2)
inke liye na aansoon bahana Hye
pardesiyon se na ankhiyaan milana
pardesiyon se na ankhiyaan milana…

naa yeh badal na yeh taare - (2)
yeh kaagaz ke phool hain saare- (2)
in phoolon ke na baag lagana
pardesiyon se na ankhiyaan milana - (2)
pardesiyon ko hai ek din jana
pardesiyon se na ankhiyaan milana…

Free Download Songs
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...