Monday, January 27, 2014

Pardesiyon Se Na Ankhiyan Milana Song Lyrics - Jab Jab Phool Khile (1965)

Listen and view songs with lyrics of Pardesiyon Se Na Ankhiyan Milana Song Lyrics from Hindi Movie Jab Jab Phool Khile (1965). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Pardesiyon Se Na Ankhiyan Milana Song has been composed by Kalyanji Anandji. Lyrics has penned by Anand Bakshi.

Pardesiyon Se Na Ankhiyan Milana Song Lyrics

Pardesiyon se na ankhiyaan milana -(2)
pardesiyon ko hai ek din jana
pardesiyon se na ankhiyaan milana -(2)
Ho oooo
pyaar se apne yeh nahi hote - (2)
yeh patthar hai yeh nahi rote - (2)
inke liye na aansoon bahana Hye
pardesiyon se na ankhiyaan milana
pardesiyon se na ankhiyaan milana…

naa yeh badal na yeh taare - (2)
yeh kaagaz ke phool hain saare- (2)
in phoolon ke na baag lagana
pardesiyon se na ankhiyaan milana - (2)
pardesiyon ko hai ek din jana
pardesiyon se na ankhiyaan milana…

Tere Mere Sapne Song Lyrics - (Guide 1965)

Listen and view songs with lyrics of Tere Mere Sapne Song Lyrics from Hindi Movie Guide (1965). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Tere Mere Sapne Song has been composed by Sachin Dev Burman. Lyrics has penned by Shailendra.

Song Title: Tere Mere Sapne
Movie: Guide (1965)
Singers: Mohammad Rafi
Song Lyricists: Shailendra
Music Composer:  Sachin Dev Burman

Tere Mere Sapne Song Lyrics

Tere mere sapne abb ek rang hain
Jaha bhee le jaye rahe ham sang hain
Hoo tere mere sapne abb ek rang hain
Jaha bhee le jaye rahe ham sang hain

Mere tere dil kaa tay tha ek din milana
Jaise bahar aane par tay hain phul kaa khilana
Mere tere dil kaa tay tha ek din milana
Jaise bahar aane par tay hain phul kaa khilana
O mere jivan sathee
Tere mere sapne abb ek rang hain
Jaha bhee le jaye rahe ham sang hain

Tere dukh abb mere, mere sukh abb tere
Tere yeh do naina, chand aur suraj mere
Tere dukh abb mere, mere sukh abb tere
Tere yeh do naina, chand aur suraj mere
O mere jivan sathee
Tere mere sapne abb ek rang hain
Jaha bhee le jaye rahe ham sang hain

Lakh mana le duniya, sath naa yeh chhutega
Aake mere hatho me, hath naa yeh chhutega
Lakh mana le duniya, sath naa yeh chhutega
Aake mere hatho me, hath naa yeh chhutega
O mere jivan sathee
Tere mere sapne abb ek rang hain
Jaha bhee le jaye rahe ham sang hain
Ho tere mere sapne abb ek rang hain. 

Kauwa Chala Hans Ki Chaal Song Lyrics - Around The World (1967)

Listen and view songs with lyrics of Kauwa Chala Hans Ki Chaal Song Lyrics from Hindi Movie Around The World (1967). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Kauwa Chala Hans Ki Chaal Song has been composed by Shankar -Jaikishan. Lyrics has penned by Hasrat Jaipuri.

Song Title: Kauwa Chala Hans Ki Chaal
Movie: Around The World (1967)

Kauwa Chala Hans Ki Chaal Song Lyrics

Kauwa chala hans ki chal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal

Dunia bhar ki sair ko dekho Nikla hai ye kauwa
Udte udte is nagri me aa pahucha hai kauwa
Bulbul ka har geet Churakar gata hai ye kauwa
Oro ki naktali par ye jita hai ye kauwa

Kauwa chala hans ki chal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal

Pesa vesha paas nahi hai bhukha hai bechara
Manjil manjil pet ki khatir firta hai aawara
Auro ki jo ris karega vo to hai diwana
Patthar kaise ban sakta hai chandi ka paimana
Kauwa chala hans ki chal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal.
Free Download Songs
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...